Hazaroon khwahishein aesi k har khwahish pe dam nikle
Bohat nikle mere Arman magar phir BHI Kam nikle
Dare kyon mera qatil ?kya rahe ga uski gargan per?
Wo khaoon Jo chashm e tar se dum ba dam nikle ga
Nikalna khuld se Aadam Ka sunte Aaye hain lekin
Bohat be abroo ho kar tere quche se hum nikle
Bharam khul jae ga zalim teri qamat ki darazi ka
Agar is tarrah pur pech o hum ka pech o hum nikle
Hui Jin se tawaqa khastagi ki daad pane ki
Wo hum se bhi zada khasta teg e sitam nikle
Poetry yt channel link:
No comments:
Post a Comment